Agar mahsos karna hai
to zra
Adhore chand se nikal kar
Khidki se Tumhare aram gah k andar jhankti
Apne hoton par Tbassum sajaye
Gulabi thand ki chadar orhe
Allarh adawo wali chandni k
Andar bhari romaniyat ko mahsos karo
..........
Thoda aur aage badho...
Sehan ki traf aawo...
Falak ki janib dekhooo......
Are nhi nhiiî ......
Sitrao ki jhurmat me nhiī
Udhar dekho jaha ... Aftab apne aankho ki surkhi chhod jata hai !
WJaha sham ko shafaq nazar aati hai
Nhi dikha ???? Kuchh nhi dikha ?
Tõ Thoda bayeèn traf jawo,
Do kadam chalne ke baad !
Ek Rasta milega ,
Chhat par Jane ka rasta ..!
Chhat pe aajawo ............
Nhi... Mai Chhat par Nahi huõ'n !
Are..are.... Aaaram se ,
Zra apni Dhadkano ko sambhalo ,
Thoda Ãahista jawõ ......
Kaha na ki Mæi chhat par nhi hü'n
Wõooh Dekhoooõ Chand ......
Sitaro'n ki gahma gahmi se
Bilkul na waqif aur alag thalag
Baitha Adhura Chand...
Aur us Adhore chand par likha hua
Tumhra Naam.....
******
Maine likha hai !
Haaaa Maine .......
***Mohammad Jahangeer Rahi***Ne.....